2sal bad blogging shuru ki hai .samagam rangmandal ab ek paripakkav natya sanstha ho chali hai,n.s.d. ke sath milkar agami 25,26,27 dec ko shahid smarak jabalpur me NATYA SAMAGAM ke nam se 3 din ka festival karne ja rahe hai.yah photo samagam ke play red frock ka hai,eske alava nsd ke do play ranjeet kapoor ke nirdeshan me honge-addamjad,chekhav ka sansar
समीर जी के ब्लॉग से यहाँ की लिंक मिली है .. बधाई और शुभकामनाएं "नाट्य समागम" के लिए .. आप अपनी बात कमेंट के बदले फ़ोटो के साथ लिखते तो अच्छा होता और अगर हिन्दी में ही लिखते तो बेहतर लगता ...
4 टिप्पणियां:
2sal bad blogging shuru ki hai .samagam rangmandal ab ek paripakkav natya sanstha ho chali hai,n.s.d. ke sath milkar agami 25,26,27 dec ko shahid smarak jabalpur me NATYA SAMAGAM ke nam se 3 din ka festival karne ja rahe hai.yah photo samagam ke play red frock ka hai,eske alava nsd ke do play ranjeet kapoor ke nirdeshan me honge-addamjad,chekhav ka sansar
Swagat hai Mitra....Ab niyamit rahne kaa prayas karen. Shubhkamnayen.
समीर जी के ब्लॉग से यहाँ की लिंक मिली है ..
बधाई और शुभकामनाएं "नाट्य समागम" के लिए ..
आप अपनी बात कमेंट के बदले फ़ोटो के साथ लिखते तो अच्छा होता और अगर हिन्दी में ही लिखते तो बेहतर लगता ...
dhanyavad archna ji aur sameerji .agli post hindi me hi...apni takhti khoj rah hu...koshish rahegi ab niyamit rahne ki
एक टिप्पणी भेजें